Rupiya ki khoj
Summary ratings: 3 stars
(xx voters)
विजिट्स:
99
शब्द:
300
प्रकाशन तिथि: दिसम्बर 14, 2007
Rupiya ek chupa hua shakti hai. Rupiya ki khoj ke liye hame rupiya ki kanoon ke upar dhayn dena chahiye. Parantu jyada dhan aur rupiya banane ke liye hame uski upar jyada dhayn dena chahiye aur sath sath uski upar hamara dakhal kayem karna sikhna chahiye.
Sahi dhang se rupiya samhal ne ke liya hame uski jama aur kharach par dhayn dena chahiye aur sath sath e bhi khayal rakhna chahiye jyada jama aur kam kharach anek rupiya ko hamari apna pas aa sakti hai.
Udhar lena sahi bat nehi hai agar hum e bhi soche jo udhar le ke ham avvi muskil o ka asan kare to hamare liye bad me e dikkat ho sakti hai.
To e bhi khayal rakhna chaiye jo agar hum jyada rupiya hamara apni bank account ke pas rakh sake to bhabisya ke liye e hamara sahi kam pe a sakti hai. Udhar koi susamadhan ke rasta nehi hai. Hame e bhi khayal rakhna chaiye jo agar jyada jarurat pare to udhar le sakte hai lekin kheyal rakhna hai e apni uparjan ki upar na uthe.