jabalpur shahar me arajakta
Summary rating: 1 stars
1 समीक्षा
विजिट्स:
80
शब्द:
300
प्रकाशन तिथि: नवम्बर 01, 2007
yaha par har vaqta uthaigiri ka alam rahtahai.pichle dino bhaskar akhbar me ek khabar chapi ki vidyut mandal ke ek aka aphasar ne hukma nama jari kiya ki vidyut mandal ke sabhi darwajo par bina pahachan patr ke loi bhi vyakti aa ja nahi sakega .mai unher sadhuvad dena chahta hu .kam se kam niyam se kam karne ki himmat to juta paye app.aap le itna kar dene se pura vidyutmandal kanun se paripurna dikhnae laga.abhi tak hari bhari prakriri ki ott me galat tariko se har galat kam chal raha hai.jiska ab khatma sa hona taya lag raha hai