Summarize Human Knowledge

.

.

Home School Newspaper

द्वारा : B N Goyal    


निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ Home School Newspaper
Chhatro ke sath kaam karne ke anubhav se hame yeh vishwas ho gayaa hia ki bachho ke maata-pita bachho ki swabhavik budhimatta
ko jagaane ke liye sabse adhik mahatvapurna adhyapak hain. Anek prakaar ke lagaataar chal rahe shodhon  mein ek sarvottam parinaam yeh aaya hai ki maata-pita ko apne bachho ko padhaana chahiye.  Karyakaram ke dauraan aur karyakaram ke baad maata-pita ko bachho ki seekhane ki prakriya mein khud ko śhāmila karanā chaahiye. Is se bachho ki prerana aur uplabdhiyon mein atyadhik vridhi hui hai. Is pustk mein jo jaankaari di gayee hai, us se aap ashwast ho sakte hain ki aap apne bahche ki seekhne ki sabse achchi prakriya mein us kaa utsaah vardhan kar rahe hain. Aur use aap ek sw- nirdeshit safal vidyarthi  hone kaa upkaran de rahe hain. Paramparik roop se chali aa rahi school aadhaarit shiksha abhi tak, seekhane ki sabhi tarah ki aavashyaktaaon ke liye kewal ek hi tarah ki adhyapan padhati aur vatavaran deti rahi hai. Adhikaansh school isi padhati ka anusaran karte hain. Is padhati se kuchch bachho ko jahan laabh hua hai vhain kuch ko haani bhi hui hai. Is se gat kuchh varsho ke dauran ayogya vidyarthio ki sankhya bhi badh gayee hai.
Ham pratidin aise yuva aur bade logo ke saath kaam karte hain jo seekhane ke naye naye tarike jaanate hain. In logo ke saath kaam karne ke bad hamne samjhaa hai ki bachhe jaanat hain ki voh kya hai, un ke liye kya achha hai, aur ve kya karna chahte hain. Sabse  mahatva purna hai ki bachho ki seekhane ki swabhavik utsukta aur jigyasa bani rahni haahiye.
प्रकाशन तिथि: जुलाई 02, 2008
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5

Bookmark & share this post

.