.

Times of India

Summary rating: 4 stars 2 समीक्षा
Review by : loneali
विजिट्स: 702
शब्द: 300
प्रकाशन तिथि: अक्तूबर 01, 2005
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ Times of India
Macchar ? tension not bhidu. Mobile hai na...!!
Machhar log ne shehar pe hamla bol diya hai... inke dunk se bachkar
kahan jaoge. Abhi boleto bhailog ne mast paiki solution nikal dala hai
na. Abhi mosquito coil se dur rehne ka aur swast ani mast life jine ka.
Software Engineers ne machhar log ki supari le kar unki chutti karne ka
bandobast eikdum mast kiyela hai.
Software Kahe ?
Boleto abhi apne pass eik rapchik mobile hoga to usmain software
download karne ka ani machharon ko bye bye tata bolne ka. Aur eik khushi
ki baat yeh hai ki eih software eikdum free hai boleto eikdum phokat.
Yeh software eikdum low frequency ka sound bajata hai...
aur machharon ki wat lagata hai. Abhi isko agar download karne ka hoga
to visit karne ka google aur search marne ka.
Thik hai ? Abhi apan chalta hai... machhar ne khitkit ki toh eik khich ke dene ka... tension ka happy ending..!!
Abhi agar eih article achha lage toh apne ko top rating dene ka... Samjha na ??
Times of India         
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


Please sign in to add your comment Total comments in this abstract : 1

टिप्पणियाँ

Showing 1 out of 1   Please sign in to add your comment
  1. BNGoyal

    BNGoyal

    12 दिसम्बर 2005

    Jis bhi bandhu ne yeh anuvad ya sankshiptikaran kiya hai, maaf karna, woh Hindi bhashi nahin hai. Ek Marathi athwa Gujerati bhashi bhi HIndi janta hai. Woh swagat yogya hai lekin yadi usne Hindi ek vishay ke rup mein nahin padhi ya guni to use Hindi ki baarikiya nahin maaloom hongi. Yeh anuvaad kisi aise aadmi ne hi kiya Hai.

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------

Recent Shvoongers

  • ambalika
  • artemissweety
  • Viram
  • yashaswi
  • checkefe
  • dhruva
  • gomsi
  • Kokosia
  • DrAmarKumar
  • ilesh
  • mrinmoy57
  • SHEELADIXIT

.