.

Times of India

Review by : dhruva
विजिट्स: 88
शब्द: 300
प्रकाशन तिथि: जून 03, 2007
Ek lakh se gyda atmghati hai Pakistan mein: Lal masjid ke ek Pramukh karmachari  ne ye dava kiya hai ki Pakistan mein abhi ek lakh se jyada atmghati bombers hain jismein 10,000 to uske dwara sanchalit madarson mein hi hain aur wo sabhi apne pramukhon ke isare per bisphot ke liye taiyar hain.
"ye atmghati kisi bhi samay aur kahin bhi apne karya ko anjam de sakte hai" aisa Lal Masjid ke pramukh karmachari Abdul Aziz ne kaha.  "Pakistan mein een atmaghati duston ka hona uchit hai aur hum isko  bilkul sahi samajhate hai khaskar Iraq aur Afganistan ki istithi ko dekhte huye."  Ek samachar patra mein unhe aisa kahate huye udhrit kiya hai " humne na keval pahale Taliban ka samarthan kiya hai balki, aaj  bhi karte hain.
Lal Masjid do madarason ko sanchalit karta hai jinme hazaron ladke aur ladkiyan rahate hain. burke se dakhi ladkiyan aur bansk ke dandon se lais ladke January mah se hi  police ki kathin pariksha le rahe hain.
Times of India         
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


टिप्पणियाँ

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------

Recent Shvoongers

  • ambalika
  • artemissweety
  • Viram
  • yashaswi
  • checkefe
  • dhruva
  • gomsi
  • Kokosia
  • DrAmarKumar
  • ilesh
  • mrinmoy57
  • SHEELADIXIT

.