Summarize Human Knowledge

.

श्वूंग होम>समाचारपत्र>भारत>"Mathrubhumi" Samachar Pathre Meim Aaya Hua Ek Samachar

.

"Mathrubhumi" Samachar Pathre Meim Aaya Hua Ek Samachar

द्वारा : achukaliyath    


निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ A Quaint News
Yaa Kudha, aap uthar hei kya? Aur kya poochega! Ye kya ho raha hei, sub" aadhmi lokom ko"? Kya hum log aage jatha hei yaa
peeche? Kidhar hei sumamskruth samaj?
Kya hum log abhi bhi manav hei? Mere anusaar, hamara naam badhalne ka samay aa chuka hei adhava jo arth "manav" ko hum log abhi thak deye, vo tho bhadal karna padega.
Ye dhinom meim, hamara samacahr pathrom ne, sub tarah ka samacharom hamara samne pahumchtha hei, giske dhwara hamara yaham ka asthithwe bhi ek haas janak sambav hotha hei!
Aaj ka (27-7-2008) Mathrubhumi Samachar pathre meim eisa ek samachar hei giske dhwara poora samaaj ko aankhom kholne ka ek avasar milney payee hei.
Wo tho Gautemala dhukhanth ghadne ke bhare meim hei.
Udhar rahne walomke beech meim, jo log poora dharidre meim jeevan bhahnewale hei, wo log jub uska parivar aadhmilog marthe hei, thab mrutha syareer ko khali maidan meim phenktha hei! Aur aise phenke huyea mrutha syareer ek parvadh jaisa ben jatha hei!! Asambhav mahasay, asambhav !! Mujkho samaj nahim pathe hei! Eisa kysa kar saktha hei? Kyom wo mrutha syareer ko nahim jalathe hei? Nahim tho, mitti mem ek acha chedh banakar usmeim nahim daltha hei? Kithna aaraam ka kam hei! Uthna paisa bhi nahim chahiye iskeliye. Sirf manushyathew chahiye! Ye poora sabyadha ka anadhar hei. Ye tho vidyabhyas ka abhaav hei! Koyi na koyi osko vidyabhyas dene padega! Mrutha syareer ujaad jisa ek parvadh bhantha hei !! Nahim mahasay kuch na kuch gadbad hei kidhar bhi!
Khabar poora nahim hua! Ye mrutha syareer ka parvath chooktha hei aur jo aadhmi log ye mrutha syareer mem bhahumoolya aabharan jisa vasthuvoom ko doondtha hei, wo log iske beech me padkar marthe hei!!
Bhaap re Bhaap!!!
Mere aankhom meim ye dhrusya aatha hei aur ek ubkayee anubhav hotha hei!!
Apaman! Poora manushya jathi, aapko apaman!!
Ye samjo..Poora dhosh sirf hamara oopar hei.
Isliye hum apne dil ko ye wadha karna padega ki hum ye oondh se bhahar aayegi aur poora samaaj ko kuch na kuch sakarathmac arth denga aur sthapith karega kee BHAGHVAAN abhi bhi hamara man meim hei.
Udo..Manushy jathi Udo…!!
प्रकाशन तिथि: अगस्त 19, 2008
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5

Bookmark & share this post

.