Times of India
Summary rating: 2 stars
5 समीक्षा
विजिट्स:
290
शब्द:
300
प्रकाशन तिथि: जून 09, 2007
Hamaari apni madhuri dixit ab wapas aa gayee hai, do saal baad. Ab woh do bachchon ki maa hain, Arin aur Ryan. Woh Hindi filmon mein kaam karne ko tayaar hain lekin apnee sharton par: 1) Yeh filmein ek schedule mein poori ho jaani chahiye, ho sake to US mein. 2) Kahani itne damdaar hani chahiye jo unhe unke bachchon ko chod kar shooting par aane ke liye prerit kar sake. Unhone logon se suna ki aajkal hindi filmen kaafi badal gayee hain, khas kas unka treatment le kar. Woh film ''Black'' aur "Rang De Basanti" dekhna chahatee hain, apne 3 maheene ke Mumbai padaw mein. Apne 9 minute ke Film Fare Awards ke predarshan ko le kar Madhuri kaafi utsahhit thi, par unke bacchhe unhe lehnga choli aur make uo mein pehchan nahi sake