The Hindu
Summary rating: 2 stars
1 समीक्षा
विजिट्स:
44
शब्द:
300
प्रकाशन तिथि: फरवरी 04, 2008
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ
The Hindu
akhbar bahut asardar hai. Hindu ek bahut prasiddh akhbar hai Bharat ka. Wo bhartiyon ko acchi khabar dete hai. lagbhag sabhi padhelikhe log ye akhbar padhte hai. wo antar-rashtriya star se banaya jata hai. Wo duniyabhar ki khabarein deta hai jo sabhi se judi ho. Wo bahut samay se acchi service deta aa aha hai bhartiyon ko. Us ne bhartiyon main padhne ki aadat daal di hai. Wo na sirf bharat ka balki puri duniya ka prasiddha akhbar hai. Hindu shanivar aur ravivar ko educational plus bhi deta hai jo ki padhne main bahut rasprad hoti hai. Wo downtown bhi deta hai jo sthanik vistar ki mahatvapuna events aur taklif ki khabar deta hai.