श्वूंग होम > औषधि & स्वास्थ्य > 100 sal healthy life jine ka fanda, Trifala churna

.

100 sal healthy life jine ka fanda, Trifala churna

Summary rating: 4 stars 7 समीक्षा
लेखक : Teju
संक्षेपक : Teju
विजिट्स : 301  शब्द: 600   प्रकाशन तिथि: जुलाई 17, 2007
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ The Great Universal medicine- Trifala

Kya aap 100 sal tak jina chahte hai? wo bhi bina kisi rog aur pareshani ke! sayad kisi ko is baat pe yakin na ho. ho bhi nahi sakta lekin ye sach hai ki aap 100 sal tak ek healthy life ji sakte ho agar aap rozana ek table spoon sone se pahele Trifala churna le.ye koi manghadat kahani a baat nahi balki ek 100 sach baat hai.Trifala aaj ek aantrrasriya ayurvedic davaiyon me se ek hai.Trifala kai rogon ko jad se hi mita deti hai.Trifala ek bahot hi jayada upyog main aane wali Ayurvedid herb hai.Trifala teen falon ke mixture se banai jati hai isliye use "Trifala"kahte hai.in teeno fruits ko sukhakar ek saath piskar uska churna banaya jata hai aur banta hai Trifala churna.Trifala main use hone wala pahela fruit hai "AAmalaki".Amalaki India main Amla ke namse ghar-ghar main pahechana jata hai.ye leboretory main sabit ho chuka hai ki Amla main kisi aur fruits ke mukabale kai guna jayada Vitamine C hota hai, jo hamare body ke liye fayadakarak hai.Amla ke ek tukade se 3000 miligram tak Vitamine C milta hai.Amla body ko thandak pahuchata hai.Trifala ka dusare fruit hai "Haritaki" aur "Bibhitaki" churna.ye teeno herbs milke pure body ko balance karta hai. Trifala ka samanya upyog kabz aur pet ke problems ke liye hota hai.Trifala gas kam karke pachantantra achha karta hai. Trifala ek bahot hi achha blood purifier hai, jo body main red cells badhate hai aur hemoglobin ki matra bhi badhate hai.kabhi-kabhi kai expert "Diabetes" jaise jatil rog ke liye bhi dardi ko trifala lene ki salah dete hai kyuki trifala body main sugar level ko balance karke kidney aur lever ko mazboot banata hai.ye baat experts ne sabit ki hui hai.Aakhon ki pareshani jaise glaucoma aur conjunctivitis main bhi trifala ka use ek eyewash ki tarah ho sakta hai.trifala muhase aur sunburn main bhi upyogi hai.Trifala powder, tablets aur capsules ke rup main milti hai.harroz rat ke khane ke do ghante bad trifala leni chahiye.waise to trifala ke koi bhi side effects abtak kisi experts ko nahi mile jo trifala par research kar rahe hai, par pregnency aur diarrhea ke case main trifala ka lena thik nahi hota aur experts ye condition main trifala na lene ki salah dete hai. Write your translation here.


100 sal healthy life jine ka fanda, Trifala churna के बारे में अधिक संक्षेप
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


अपनी टिप्पणी जोड़ें कोई टिप्पणी नहीं

टिप्पणियाँ

Teju के द्वारा और अधिक संक्षेपण

More

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------