.

swasth

Summary rating: 3 stars 4 समीक्षा
Review by : lic
विजिट्स: 324
शब्द: 600
प्रकाशन तिथि: अप्रैल 07, 2007
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ Health
Hame paathshala me sikhaya gaya ki,sothe wakth bheja hosiar nahi rehatha yeah bhool hai bulki sothe wakth bheja bahooth hosheyaar rehtha hai.soona sharer ke liye bahooth jaroori hai,soone se shreer acha kaam kartha hai.Appna beemari se ladne ki shathi jyada thakathwar hota hai.sone se shareer me harmone chuttha hai.
                                                   kam sone se shareer ka thap kam ho jatha hai jis se shareer kamjore ho jatha hai kyun ki aapka safed koon sankya kam ho jathi hai.agar aap ekdin   sothe nahi hai to aap thke huea se lagange aur aap ki chidchdaut zyada ho jayegi.bahooth din teekh se na sone ka mathlab aap apna yadaash khosakthe hai aur apka ka man bina wajeh bhatkega.aapka
faisla karne ka samay zyada ho sakta hai.
                vyakthi ke umr ke anusar un sone ka wakt thai hotha hai.Navjat shishu ko zyda sone ki avashyaka hothi hai zyada umr ke log kam sothe hai.sone ka samay 14-16 ghantehota hai jinko doosre pramono me vibhajit kiya gaya hai.aam bade aadmi ko 8 ghante ki nidra jaroori hai.kuch samay is 8ghante ka vibhajan karke 7ghante raat ka nidra aur 1 ghanta madhyan ka nidra kar sakthe hai.Agar kuch din aap teekh se nahi soye hai to is ko aap lambi dher thak so ke door karsakthe hai.buzrug log thodi thodi der thak sothe parnthu inka sona aam aadmi se jyada hotha hai.
       bahooth sare cheeze hai jo aap kar ya nakar sakhte hai acha nidra ke liye.caffeine jo coffee aur chocolate me hota hai whoph nidra ka samay
thoda der thak zyada kartha hai.joh log dawai lethe hai aur dhoomrpan karthe hai unko sone me thakleef hota hai.Aapke bister ko sirf sone ke liye istemaal kare ,waha khana ,peena,mobile par baath karna,TV dekhna nished hai.Appa apne aap ko zabardasti nidra awasthame lekar jane ki koshish na kare.kuch der dosre room me ghoomkar nidra aane par ja ka soei. sone se 2-3 ghante pahele aap ke pet ko  khali rakhna chahia .nidra ka avasth bahooth bada hai.Agar aapko teekh se neend nahi aaye to aap doctor ke paas jahiye.
swasth         
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


टिप्पणियाँ

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------

Recent Shvoongers

  • ambalika
  • artemissweety
  • Viram
  • yashaswi
  • checkefe
  • dhruva
  • gomsi
  • Kokosia
  • DrAmarKumar
  • ilesh
  • mrinmoy57
  • SHEELADIXIT

.

स्वास्थ्य - सर्वाधिक लोकप्रिय