.

Stock exchange se paisa banao

Review by : Ankur_Chopra
विजिट्स: 14
शब्द: 300
प्रकाशन तिथि: मार्च 13, 2008
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ Make Money Throgh Stock Exchanges
paisa banana sabhi ke lie ek majedar bat hai. kyonki hamein apni dainik jaroorton ke lie paisa chahie. kuch log paisa banane ke lie apna vyavasae chalo karte hai. kuch dimag wale log internet se ghar mein baith kar hi paisa banate hain. parantu mere vichar mein sabse aasan tareeka paisa banane ka hai share bazaar mein paisa lagana. share bazaar mein kharedna aur bechna jyada fayademand hai. parantu mukhya bat hai ki hamein jyada dhayan dena hoga, jab tak hum paisa nahi khote hain. islie share bazaar mein online paisa kaise lagana hai iska ache tarah addayan karo. apne stock broker ki sahayta lo aur stock exchange ki news ko addyan karo adi adi. tab tum ek achhe stock khareed dar ban paoge aur mujhe pata hai ki yah sab sekhne ke bad tum stock kharedene se wapas nahi aaoge.
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


टिप्पणियाँ

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------

Recent Shvoongers

  • ambalika
  • artemissweety
  • Viram
  • Kokosia
  • DrAmarKumar
  • gomsi
  • mrinmoy57
  • SHEELADIXIT
  • checkefe
  • dhruva
  • ilesh
  • yashaswi

.

व्यापार तथा अर्थशास्त्र - सर्वाधिक लोकप्रिय