.

buri aadatein aur rishtey

Summary rating: 3 stars 4 समीक्षा
Review by : anu884
विजिट्स : 857  शब्द: 300   प्रकाशन तिथि: अक्तूबर 11, 2005
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ Small Irritating Habits can break a Relation
shodkarton ke anusar choti buri aadatein ,ki vajah se kafi log pareshan ho jatein hai .aur bat yahan tak pahunch jati hai ki rishety bhi toot jatein hai. choti buri aadatein (kathank ke anusar yeh ho sakti hai)toothpaste ka dhkan khula rakhna ,aapne nak mein ungli dalna,yah phir balon mein ungli dalna,yah phir aapne bal khujana ..
inhi buri aadaton ke wajah se rishton mein khicha tani hoti hai. yeh buri aadatein bimari ka bhi roop le leti hai agar inse chutkara nahi paya gaya. ek americi patrika ke shod ke anusar jadatr un shadi shuda jodo mein takrar payi gayee joh in buri aadaton ki wajah se pareshan hai. galti kisi bhi ho pati yaa patni par bhugatna toh dono ko padtha hai khas kar us waqt jab aap aapne doston ke sath ho yah phir rishteydaron ke sath ho. iska seedha asar aapke samajik jeevan par padh sakta hai.
jab yeh aadat bimari ka roop lene lage to ek gambhir samsya ka roop le leti hai .isse chutkara pana kafi mushkil ho jata hai. shodkarton ne yeh bhi pata lagaya hai ki aagar jald se jald buri aadaton se mukti nahi milti hai to yeh adat bimari to ho hi jati hai par iske sath yeh insan ko mansik roop se bhi bimar kar deti hai.
ek lekh"Social Allergies in RomanticRelationships" jisme shodkarta yeh jane me lage hai ki in aadaton ka rishton par kya aasar girta hai khas kar un rishton par joh samjik nahi balki pyar se bandhe ho.
aant mein lekhak yeh kehte hain ki aagar hume sukhi jeevan guzarna hai toh hume yeh aadaton ko chodna hoga yah phir inse bachna hoga.

buri aadatein aur rishtey के बारे में अधिक समीक्षाएं
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


अपनी टिप्पणी जोड़ें कोई टिप्पणी नहीं

टिप्पणियाँ

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------