Summarize Human Knowledge

.

.

Fact file-2

द्वारा : Devanshu    


निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ Fact file

  • Jab pani jameen se hota hua kisi garam chattan main pahunch jata hai to yehe uggra roop se ubaal leta ha. 
    Is prakriya se bhaap banti hai aur yehe bhaap pani ko dararon me se bahar dhakelti hai ise geyse kehte hain. Geysers pani ko 500 meter ki unchain tak dhakel sakte hain.

  • sun 1492 mein Christopher Columbus Jab Spain se Bharat vyapar ke liye gye to achanak Amrika ki khoz kar dali.

  • Agar hum vayumandal ko tarazu mein tolne mein saksham ho sake to iska vazan 5,700,000,000,000,000 tonn hoga.

  • Neanderthals ne pehli bar murdon ko daphnana shuru kiya. Dusre vishva ki yatra karne ke liye kabbar mein auzar aur mans adi rakha jata tha.

  • Logon ne aag jalane ka assan tarika is parkar nikala – ek seenkh ko ek sukhe lakdi ke tukde par tab tak ragda jata tha jab tak ki usme aag na jalne lage.

  • Pahiye ka pryog sabse pahile Sumerians dwara mitti ke bartan banana main kiya gaya, yatayat mein iska pryog baad mein kiya gaya.

  • Celt ek paschimi urope ki prazati thi ve pahadion ke upper baste they taki akraman se bacha ja sake.

  • Diamond Sutta sabse purani pustak hai jo ki cheeni bhasha mein 868 aie dee main chapi thi.

  • Cheen ke log ghodon ki itni prashansa karte hain ki unhonon ne udne wale ghodon ki pratimayen bana dali hain.

  • Parsian sena mein 10 hazar senik ek Kendra banate thei jise amar kaha jata tha. Pehle wale ek senik ke mar jane se uss Kendra mein se ek atirikta admi ya ladakoo ko uske stahan par le liya jata tha.

  • Roman ki sabhya janjati ke log dushmano se bachne ke liye ekatra hokar  kachuye jaisi saranchna banate thi. 

  • Aprail 1915 ko pahli bar germani wasion dwara vishakt gas ke pryog ke baad se annya saman ke saath mask rakna sanikon ke liye jaroori ho gaya hai.


प्रकाशन तिथि: जुलाई 28, 2008
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5

Bookmark & share this post

.