.

SANGEET KE SAATH

लेखक : ROHAN JHA
Summary by : RohanJha
विजिट्स: 20
शब्द: 300
प्रकाशन तिथि: मार्च 19, 2008
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ Support good music
Kya aapne kabhi socha hai ki sangeet ke kitne tarang humare charon aur tair rahe hai, jo intezar kar rahi hai kisi ka jo ise aakar gale se laga le? Humaare chaaro taraf, Kuch aise jadui aur manmohak sangeet ka sagar hai jise shayad hummain se bahot kum ne suna hai. Bada hi dukh hota hai jab aap iske bare main sochate hain, aakhir sangit kisi anya kalaa ki tarah hi ek kalaa hai aur ye kalaa ek itihaas hai. Sangeet ek itihass hai- ye ek kahani hai ek insann ki ya phir yun kahen, sangeet premiyon ki ek toli ki- jinhone ne is poore sansar se apne sangeet aur apne waad yantron ke jariye kuchh kehana chaha. Bahot se logon ke liye aaj sangeet ke maayne badal gaye hain, ye humen vibhinn staron par prabhavit karte hain. Vastav main, humaare pass aaj jo kuchh bhi hai unme sangeet sabse aupam hai, sangeet adbhut hai, sangeet manoram aur khubsoorat hai-- sangeet sabhi dwandho aur yudhon ka ant kar sakti hai.
SANGEET KE SAATH  द्वारा  ROHAN JHA     
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


टिप्पणियाँ

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------

Recent Shvoongers

  • ambalika
  • artemissweety
  • Viram
  • yashaswi
  • checkefe
  • dhruva
  • gomsi
  • Kokosia
  • DrAmarKumar
  • ilesh
  • mrinmoy57
  • SHEELADIXIT

.