.

swathaya rahne ka funda

Summary rating: 2 stars 4 समीक्षा
लेखक : rajeev
Summary by : rajeevraj
विजिट्स : 187  शब्द: 300   प्रकाशन तिथि: फरवरी 09, 2007
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ The importance of Physical fitness
swastha rahne ka funda aap swathaya rahne ke Fayde padne ja rahe hain.Phisical fitnes kya. 1.Paanch tatva. 2. food pyramid.3. swathaya rahne ka seedha fayda. 4. world bank ke report ke anusar tanav aur dabav ko kam kaise karein.kai logon ki yeh dharna hai ki umra badhne ke sath fitness girti nahi, yeh bilkul galat hai. Physical Fitness and Sports ki President''s Council ke anusar umra badne ke sath susti hamari akaryasheelta, bimari aur khan-pan ka khyal na rakhne ki vajah se hoti hai. Khushi ki baat yeh hai ki hum na keval is kriya ko rok sakte hain balki ise ulta bhi kar sakte hain, sirf apni lifestyle(dincharya)badalkar. pratidin sharirik kriya kar dil ki bimariyon,diabeits (madhumeh), badti umra ki bimari, jodon ka dard, tanav, kuch had tak cancer, haddiyon ki bimari aur depression se nijad mil jata hai.shodh batate hain ki kasrat karne se karyashamta aur estar (quality) behtar ho jati hai.

swathaya rahne ka funda के बारे में अधिक संक्षेपण
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


अपनी टिप्पणी जोड़ें कोई टिप्पणी नहीं

टिप्पणियाँ

rajeevraj के द्वारा और अधिक संक्षेपण

More

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------