.

likhaai

लेखक : shakesphear
Summary by : Bhavna Vyas
विजिट्स : 171  शब्द: 300   प्रकाशन तिथि: जनवरी 24, 2007
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ Writing
likhna (hand writing), ek kala hai...maana jaata hailikhaai se likhne wale ka vyaktitva, vichar,swabhavjhalakta hai...isliye hamesha saaf suthra likhna chahiye...taaki pata chal sake ki likhane wale ka vyaktitva aur swabhav bhi saaf suthra hai...baar baar likhne se likhaai sudhar achi ho jaati hai aur isliye iski koshish ki jaani chahiye...shiksha ke shuruvaati saalo mein aksharo ko ek ek karr likhwaya jaata hai, taaki aage jaakar unki likhaai sundar bane...likhaai humaari zindagi mein ek vishesh mahatva rakhti hai...agar koi apni likhaai sudhare to vo ek acha aur mahaan insaan maana jaata hai...achi likhaai insaan ka acha vyatitva jhalkaati haiagar aap log mujhe mauka de, to mai mehnat aur imaandaari dikhate huye aapke lekhan ka kaarya poora karunga aur saabit karunga ki mai ek acha lekhak hoon....

likhaai के बारे में अधिक संक्षेपण
likhaai  द्वारा  shakesphear     
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


अपनी टिप्पणी जोड़ें कोई टिप्पणी नहीं

टिप्पणियाँ

Bhavna Vyas के द्वारा और अधिक संक्षेपण

More

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------