श्वूंग होम > कला और ह्यूमेनिटज़ > Kyon Pita Maata apne bachcho ke prati krur ho jaate hain

.

Kyon Pita Maata apne bachcho ke prati krur ho jaate hain

Summary rating: 2 stars 1 समीक्षा
लेखक : Chhabria Prakash
Summary by : Anonymous
विजिट्स : 315  शब्द: 600   प्रकाशन तिथि: दिसम्बर 01, 2006
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ WHY PARENTS ARE CRUEL TO THEIR CHILDREN
Kyon Maa Baap apne bachcho ke saath itne krur hote hain?Kya yukti hain unko zimmedar manne ka?Aur kis tarah se koi bhi ek hi galti ko dohranese bachsakte hain?Maa Bap apne bachcho ke saath krur is liye hote hain ki woh apni jama punji apne bachcho parniwesh karte hain.Maa baap apni aakhankhaye , sapno aur eechcyen apne bachcho ke zariye pura karna chahte hain.Jis pal mein aap kisi ka istemmal karna chahte hain, aap usi pal krur ho sakte hain.aur jaha crurta aa jaati hain hinsa kaha peeche rah paata hain.Kabhi ek shaksh ka istamaal mat kijiye kyoki harinsaan apne hisab se asadharan hote hain.Maa baap krur is liye hote hain kyonki unke dimaag mein kuch soch hain.woh apne bachcho ko unhi soch ke hisab se dhaalna chahte hain.Woh chahte hain ki unke bachche ameer aur mahan bane jo woh banna chahte the aur nahi ban sake.Pita jaante hain ki unke paas jyada samay nahi hain. Mrityu kisi bhi samay unke sammukh aa sakta hain aur ameer banne ki unki khwaish woh apne bachcho ke zariye pura karna chahte hain.Unka beta unka hi ansh hain, unka khoon usi bete ke andar bah raha hain aur apne bete ke zariye hi woh jeena chahte hain.Aatma ke baarein mein kaun jaanta hain?Koi bhi aatma ke baare mein nishchit nahi hain.log bishwas to karte hain par wishwas ka jar dar hain aur kahi na kahi sandeh to andar hain hi.Kaun Bhagwan aur aatma ke baare mein jaante hain?Insaan apne bachcho ke madhyam se hi nashwar rahna chahte hain aur wohi satya hain.Pita sochte hain woh to nahi jiyenge par unka beta rahega.Aur meri eechchaye asampurn rahi hain.Woh apni wohi aakankhaye apne bachchon ke upar daalna chahte hain.We dohrate hain ki tumhe woh sab pura karna hain . Tum agar woh sab sapno ko pura karoge to main khush hunga.tum agar apne pita ke eechchao ko pura nahi karoge tum mujhse wishwasghat kar rahe ho.Yahi se krurta ka shuruwat hota hain.Baap apne bachcho ko apne akhankhayon ke anusar bara karna chahte hain aur yeh bhulne lagte hain ki is dauran yeh bhi bhool jaate hain ki unke bachche bh unse swatantra hain, unki aatma swadheen hain. WOh apne bbete ko isliye bhi chahte hain ki woh ek zariya hai.

Kyon Pita Maata apne bachcho ke prati krur ho jaate hain के बारे में अधिक संक्षेपण
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


अपनी टिप्पणी जोड़ें कोई टिप्पणी नहीं

टिप्पणियाँ

Anonymous के द्वारा और अधिक संक्षेपण

More

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------