.

Saraswati:Goddess of learning

Summary rating: 3 stars 11 समीक्षा
लेखक : Premjit
Summary by : ceenaa
विजिट्स : 998  शब्द: 600   प्रकाशन तिथि: जुलाई 31, 2006
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ Saraswati : Goddess of Learning
Saraswati: vidya ki devatha.bahuth saare paashatya desh ke log aascharya prakat karthe hai ki bharateeya logone sSaraswathi ko prardhana karthe hai kyun?aap agar is desh me koi vidyalay ko jaa ke dekhe tho aap ko jaroor ek saraswati maa ki vigrah , nahee tho kam se kam ek chitra dekhe honge.Saraswathi maata kaun hai?ve padai aur vichakshana ki devatha hai.ve logon ko gnan aur vichakshana prapth karthee hai.bharateeya sampradaya ke anusaar koi vidya seekhne vale log pehle Saraswathi devi ko prardhana karke unki aaseervaad maangthe hai jiske sahaare se vijay praapth karthe hai.kisi moorkh ko ve sirf hinduonki devatha murthy hai magar is jahaan me jaane maane professionals keliye ve ek shakti hai jis ne unlogonkee vijay ki kaaran hai.udaharan keliye, Maihar gharana ki allahuddin jis ne Pandit Ravishankar ji ko sitaar sikhaye aur Ali AkbarKhan ,sarod vaadyakaar ne saraswati devi ko pooja karthe hai.M.F Hussain jee jinhone sare prapanch ke jaane mane chitra kaar saraswathi devi ko pandith aur kalakar ko milaane wali ek shakthi moorthy kahkar yakeen karthe hai.aap ne dekhe hoga ki adhyapak log vidhyardhiyon,lekhak ne unlogon ke kitabon me saraswathi jee ko prardhana karthe hue.wo sab log ye mehasoos karthe hai devi saraswati ne unlogon ki icha pooran karke acha gnan aur vichakshana deke anth me vijay praapth karthee hai.yaha bharath me kisine bhi ek vidyalay ko ya kitabonko ,ya adhyapakonko kabhi bhi apamaan nahee karthe hai balki ye cheesonko bahuth ijjath dethe hai.isko apamaan karne waale sirf moorkh log hai jinko samaj me kisi chees par gaurav nahee hothe hai.samaaji sastra me nishnaath aur pandith log ne bharath desh ko ek vignan ki ghani maanthe hai.yaha pe ek samanya kaarmik bhi apne bache logonki padayi keliye bahuth mehenath karke bachelogonko padane me dilchaspi dikhathe hai.abhi aap dekhetho hamari bharath ki sarva sreshta adhikari log bhi acha vidya se ye jo pad me hai wo praapth karsake.vignan ko bahuth ijjath deejathi hai bharat desh me isiliye yaha pe choti choti gavon me rehne wale adhyapakonko bhi bahuth ijjath deejayegi.aapne yehaka pandith logon ki rachanome dekh sakthe hai unlogonki vijay isiliye hua ki unke adhyapak logonki krushike karan.vivekanand ji se lekar apne naveen motivation gurus jaise ki Dr.deepak Cjhopra aur Robin sharma bhi vignan ko swecha dene vaali shakti maanthe hai.vyapar patrikaye bhi ye kaha ki bharatheeya vignan bharath desh ko sabse unche sthar par lekar khada karthee hai.Indus valley naagarikatha ke dinose abhi tak ye vignan apne jindagi me milejhule hai magar ab ye pashchathya samaj ki pragathi nirodhi tatva aur prabhutva ki avineeti vidya ki unnati ko bahuth jage me rokderahe hai.hamare desh ki bahuth saare ache scientist log,academicians,aur writers ne paaschaatya deshon me kaam kar rahe hai,kyun ki hamari prabhutva se unlogon ki madath nahi mil rahe hai.aap ko ye dekhthe hue aascharya lagegi ki hamare bharateeya mool ke log NAASA jaise research samsthavon me kaam kar rahe hai wo bhi pradhaan sthar par.yeha hamare desh me patasala ki kami nahee hai tho adhyapak logon ki kamee haijis jagame adhyapak hai waha pe pathasala nahee hai.phir bhi,ye sab humare bharatheeya logonko kabhi bhi pragathi se nirodh kar paye hai.har ek jo medhavi hai ye kehtha hai ki apne bachon ki padai keliye har aadmi koshish karthahai.ye ek karan ho saktha haiki kyun vignan aur vichakshana itna manajatha hai.ekhi vakya me sangrah karetho apne pradham paur rashtra pathi ji se lekar ek samanya tak har ek ye vidya prapth karne keliye bahuth tyag karthe hai.isiliye ye kah sakthe hai ki Saraswati mata har aadmi ki pyar aur gaurav samprapth karthee hai .

Saraswati:Goddess of learning के बारे में अधिक संक्षेपण
Saraswati:Goddess of learning  द्वारा  Premjit     
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


अपनी टिप्पणी जोड़ें कोई टिप्पणी नहीं

टिप्पणियाँ

ceenaa के द्वारा और अधिक संक्षेपण

More

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------