श्वूंग होम > कला और ह्यूमेनिटज़ > Cricket ke shuruati din (Sachin Tendulkar)

.

Cricket ke shuruati din (Sachin Tendulkar)

लेखक : Devang Sanghavi
Summary by : DevangSanghavi
विजिट्स : 31  शब्द: 300   प्रकाशन तिथि: फरवरी 05, 2008
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ Early days of cricket(Sachin Tendulkar)
Unhone cricket ke shuruati din sharadashram vidhyamandir ucchatar
pathshala se shuru kiya tha jahan se unhone apne career ki shuruat ki
thi unke guru ramakant achrekar ki dekhrekh ke niche. Apne schooli din
ki shuruat main wo MRF pace academy main gaye the jahan pe wo tez
gendbaaz banne ke liye gaye the par unko wapas bheja gaya tha. Wo insan
jinhone unko wapas bheja tha wo the mahan tez gendbaaz Dennis Lillee
jinhone Tendulkar ko kaha tha, ''Sirf Apni Ballebaazi par dhyan do''. Ye
hi sidhe se vaky ne duniya ke kai mahan ballebazon main se ek ko janam
diya. Apni pathshala main wo us sazedari main bhi the jo Vinod kabmli
aur unke bich main hui thi 664 rano ki 1988 ke Harris Shield game ke
dauran . Unki ye jodi ne ek gendbaaz ko kam kar diya aur sabhi
samnewali teams ko darna shuru karva diya. Sachin ne wo pari main 320
run kiye the aur wo tournament main 1000 run se zyada kiye the. Ye ek
sab se badi sazedari hai kisi bhi cricket main, tab tak ke jab tak usko
toda gaya 2006 main 13 se nichewali umr ke liye hue match main
Hyderabad ke ballebazon ne bharat main. Jab wo 14 ke the, tab unko
Bharat ke Mahan cricketer ballebaaz Sunil Gavaskar ne apne upyukt kiye
hue halke wajanwale pada diye the. "ye mere liye ek bahut hi prernadayi
hai" aisa unhone lagbhag 20 saal baad kaha tha jab unhone Gavaskar ka
34 sadiyan karne ka vishva record ko toda tha. Abhi Abhi unhone Inzimam
ul haq ke ek divasiya match main sab se zyada aadhi sadiyon ke vishva
record ko toda hai.

Cricket ke shuruati din (Sachin Tendulkar) के बारे में अधिक संक्षेपण
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


अपनी टिप्पणी जोड़ें कोई टिप्पणी नहीं

टिप्पणियाँ

DevangSanghavi के द्वारा और अधिक संक्षेपण

More

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------