hindi film main ek dilogue hai pyar zindagi ka ek hissa nahi hai ,yeh to zindagi ki kala hai. yeh sach hai. kisi se pyar krna ek kala hai tum kisi se pyar krne ki kitni sari vajah hotin hain.hum apne mata pita se pyar kartain hain,apne doston se,apne jeevansathi se, apne bachon se yahan sab alag alag tarah ke pyar hain lekin sab main samanta hai to pyar ki
kisi se pyar krne ke liye sirf us ko samjhna zaroori hai,rozbaroz ki zindagi main hamain kafi sari tabdiliyan karni parti hain aap jaise tabdiliyan latain hain aur aur jisay pyar kartain hain usmain kaise tabdiliyan latain hain ye ek kal hai
pyar ka mazaliye pyar ke vaste takalluf ke liye nahi ya koi rishtay ki bandishon k liye
pyar aur zindagi के बारे में अधिक संक्षेपण