श्वूंग होम > कला और ह्यूमेनिटज़ > kya bharat ka paramnu drusthikona thick hai?

.

kya bharat ka paramnu drusthikona thick hai?

Summary rating: 5 stars 1 समीक्षा
लेखक : csmishra
Summary by : csmishra
विजिट्स : 433  शब्द: 300   प्रकाशन तिथि: मार्च 21, 2006
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ Is India's nuclear perception justified?
George Bush ki bharat jytra bishbi sadi ka ek naya panna hai.Is ko Alexei Kosygin ki 1970 ki jytra ke saath tulna ki ja sakti hai jab bharat aur soviet union ne ek ghosnapatra sign kya tha.yeh alag baat hai ki woh ghosnapatra bifal ho gaya tha lekin tab ki chini aur america ki netaonke bich ye ek bijli tarah machal gaya tha.aur uske baad hi america ke rashtrapati president nixxon apni niti ka parichaya dete hue china bhraman kya tha. lekin tab bharat upmahadweep ka halat bahut kharap tha.purbi bharat mein logonka aana purbi bengal sebanda nehi ho raha tha aur pakistan bharat ko purbi bengal ki swadhinata sangarmi ko sahajya karne ka aarop laga raha tha.lekin yeh bharat aur us ke bich ki treaty ke chalte america aur china khulamkhula pakistan ko support dene lage. aur uske baad ki saari ithaas to sabko pata hai.

kya bharat ka paramnu drusthikona thick hai? के बारे में अधिक संक्षेपण
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


अपनी टिप्पणी जोड़ें कोई टिप्पणी नहीं

टिप्पणियाँ

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------