kuch din pehle mene khabrkagaz ek kahani phadi ki ek raste ke kutte ne ek bacche ki jaan bachai jo zinda gara
gaya tha.
ye ghatna Patna mein ghati, jo bihar ki rajdhani hai, ek garib rajya bharat ka. yahan kai maaein hai jo apne betion ko palne ki aarthik sthithi mein nahi hai. ek garib, pareshan maa apne bacchi ko ek jhad ke paas dafna diya bina kisi ke nazron mein aay. phir achanak se gayab ho gayi.
kuch rasto ke kutto ko bhanak par gayi. ve vaha jakar aasthe aasthe mitthi hatane lage. vaha ek chotti si bschhi ro rahi thi. kuch logo ne jaldi se use bachaya aur garibo ke liye ek sanstha mein dal diya.
kutto ko yah bhanak kaise padi ? kahi door ?
kya unki koi anokhi shakthi hai jo manav jeevan ka pata laga lete hai chahe woh dafan hua kyon na ho ?
kisi ne bilkul sahi kaha hai ki kutte manushya ke sabse acche mitra hote hai.