Sophia Amundsen,Norway ki rehnewali ,14 saal ki ladki ek
apraah paathshaala se Lautthi hui jab apne daak ke
dibbe
mein dekhti hai to haath se vitharan kiya hua ek
Lifaafaa milta hai jis par uska patha likhaa hota
hai.us.me ek kaagaz kaa tukdaa paati hai jisme ek
prashn
likhaa hota hai ‘tum kuan ho?’.ees bhedbhhare
prashn se
hathbuddhi hote hue bhi Sophie us par dhyaan deti
hai..Woh
phir daakdibbe ke paas waapis jaati hai aur ek
lifaafa
paati hai jis par ek aur chakaradenewala prashn
miltaa
hai ‘Tum kahan se aayi ho?’.Is prashn ke baare mein
ek
baari sochkar Sophie phir waapis daakdibbe mein
dekhtihai.Is samay use ek daak patra milta hai jis
par
Noway ka daak chihn ke saath Viswa Sanghatan
Vaahni
kaa
chaap lagaa hota hai.patr ke oopar chirunaama
Sophie
kaa
hi hai magar woh ek Hilde Moller-Knag ko sambhodit
kiya
hua
hota hai ,Hilda ko janmdin mubarak baad dete
huve..Sophie
ne naa to kabhi Hilde Moller-Knag ke baare mein
sunaa,
naaki us naam ka koyi doorbhaashi soochi mein
hain.Achaanak
kuch hi ghanton mein Sophie ke saamne teen
samasyayen
khadi
ho gayi:Eh dono chitthiyaan usko kisne bheji?In
chakradene
wale prashnon kaa uttar kya hai?Aur eh hilda Moller-
Knag
aakhir hai kuan?Sophie ko kyon, lekin pakka lagta
hain,
ki
in theeno mein kuch sambandh hai.
Jaldi hi Sophie ek aue lifaafa apne daakdibbe
mein
paati
hai.Is samay lifaafe ke oopar Tatvagyan kaa vishay
likha
hota hai.Sophie lifaafa khol kar Paschimi tatvagyan
ke udgam ke baare mein padhnelag jaati hai.Aur
chitthiyan
aane lagjaateen hai aur Sophie ek samarpit aur
icchuk
vidyaarthi banjaati hain.Aakhirkaar Sophie un
chitthiyon ke
lekhak to milti hai,ek rahasyamay tatvagyani jis ka
naam
albert Knox hotaa hain.Jaise jaise Sophie aur
Alberto
apna
tatvagyan kaa charcha jaari rakhte hain,Sophie ko
Hilde
ke
naam par daakpatra milte rahte hain aur pataa
lagaati
hai
ki aur Hilda kaa janm din ek hi hota hai.Sophie ek
tatvik
saalgira ki goshti Madhyagrishm ki Shaam manaati
hai.Sophie aur Alberto apneaapko in badhti huin
bethuka
ghatanaun ke beech mein paate hain aur unko eh
yakeen
ho
jaata hai ki in sabhka sambandh Hilda aur uske pita
se
jaroor hai.Kya eh dodno apne tatvik praveenatha ke
dwaara
is bhed ko suljhaa payenge?