Summarize Human Knowledge

.

.

Necklace

द्वारा : renault    

लेखक : Guy De Maupassant
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ The Necklace
M athilde Loisel ek sunder va Aakarshak mahila thee.Unka janam ek lipik parivar mein hua tha aur ek lipik ke saath unki saadhi
hui thee.ve bahuth dhukhi thee kyonki unhe ayashi zindagi jheene nahin mil rahi thee.Ek dhin unka pathi  ghar laut-the samay Jan Nirdhesh Mantralay se ball ke liye ek nimantran patrika ke saath laute.unhe laga ki Mathilda bahut Khush ho jayegi. lekin Mathilda Khush nahin hui isliye unka pathi  ne apni bachath ki paise se Mathilda ke liye  sunder kapde le Aaye.Lekin ab ve kehne lagi ki unke pass iske liye matching gehane  nahin hain.isliye Mathilda ne jevar apni saheli se udhaar lee.Ball mein ve bahuth khush thee ,sabkee nazar Mathilde Loisel par kendrith thee kyonki ve bahuth sunder dhikthi thee aur apoorva reethi se dance karthi thee.Lekin yeh khushi sirf thode hee samay ke liye thee.Ghar aane ke baad unhe patha chala ki unka heere ka  haar chori ho gayee hai.isliye ve is haar ke badle mein doosri haar khareedkar   apni dost  ko vapas dene ka nirnay lee. unhe udhaar liye gaye  haar  kee tharah hee doosri  haar  khareed kar lee.Lekin ise chukane mein  unhe bahuth samay lagaa , haar vapas kiye lekin  iski keemath chukane mein unhe 10 varsh poora hua. Ek din jab Loisel apni dosth se milee jisne haar dhee thee ,unhon ne apni dost  ko sab bathein batha dhee  .Use yah sunkar Aascharya hua jab  dost ne  kaha ki usne Loisel ko  nakli haar hee dhee  thee aur uski  keval panch sou frank thee. yah sunkar Mathilda Phir se  chaknachur ho gayee.
प्रकाशन तिथि: अक्तूबर 28, 2009
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5

Bookmark & share this post

People who read this review also read:

.