.

darde-gam

Summary rating: 4 stars 1 समीक्षा
लेखक : minakshi
Review by : manas
विजिट्स: 301
शब्द: 300
प्रकाशन तिथि: मई 29, 2006
kabhi joda tha apne dil ko mere dil ke taar se
baatein nahi kyon karte fir mujhse tum pyaar se

wo phool jo mile they kitaabon mein hi kabhi
barse they kya wo phool banke mausam bahar se

padhte they mere nagmon ko aur gungunate they kabhi
bisraaya tarano ko kyun nafrat ke waar se

kaise jiyoge aey dil tanhaaiyon mein tum
dekhe bagair rehte they jise bekaraar se

aap toote ya na toote par toot chuka hoon main
toota hai dil bhi besak ek tere inkaar se

bhoole se bhi kabhi na ye dil kisi ko doonga
muskil bada hai sehna jakhme hazar se
darde-gam  द्वारा  minakshi     
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


Please sign in to add your comment Total comments in this abstract : 1

टिप्पणियाँ

Showing 1 out of 1   Please sign in to add your comment
  1. kavya

    ansari-kamauddin

    14 सितम्बर 2007

    bahut achchhe se dil ke raz kehte ho jo baat ghat chuki use muddaton ke baat kehte ho . hows that.wish you for the next time. reply soon.

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------

Recent Shvoongers

  • ambalika
  • artemissweety
  • Viram
  • yashaswi
  • checkefe
  • dhruva
  • gomsi
  • Kokosia
  • DrAmarKumar
  • ilesh
  • mrinmoy57
  • SHEELADIXIT

.

काव्य - सर्वाधिक लोकप्रिय