Summarize Human Knowledge

.

.

Dastaan

द्वारा : stranger7    

लेखक : K.Z.Ansari
karte hain ikraarke hum gunehgaar hain tere,ab to na ruthe raho ke hum tere yaar hain
koi bhala yaron se bhi
is tarah ruthta hai ,teri narazgi se dil bahut udasi main duba rahta hai
gar ho jaati hai khata to yaron ko maaf karte hain ,gujari baaton ko chod kar nai baat karte hain
narajgi ke sabab jo na milte the kabhi ,ab naye andaaz mein roj mulakat karte hain.
kaise karun bayaan teri har is adako, jo tere jazbaat ko najron se ayaan karte hain.
lakh hon gile shiqwe magar hum kab is baat se inkaar karte hain,
         hm to sirf tujh se ,sirf tujhse,......pyar karte hain
प्रकाशन तिथि: सितम्बर 07, 2007
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5

Bookmark & share this post

People who read this review also read:

.