.

Pyar Hina

लेखक : Ken Akamatsu
Review by : sudeepta
विजिट्स: 107
शब्द: 300
प्रकाशन तिथि: अप्रैल 02, 2007
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ Love Hina
Pyar Hina Ken Akamatsu dwara likhi gayi sarvashestha bikne wali aur uttam chitro wali manga hai.
Pyar Hina ek sharmile Vishvavidhyalaya ke "ronin"(Japani bhasha mein jo entance exam mein utteerna na hua ho)Keitaro Urashima namak yuvak ki kahani hai jo ek baar phir utterna nahi kar pata, us par musibat ka pahar toot padta hai jab uske mata pita use khar se bahar nikaal dete hain.Magar kismat se uski dadima Hinata namak Hotel ki malkin hai,magar use yeh nahin pata rahta ki wah ladkiyon ka hostel hai aur woh sirf ek akela ladka paanch ladkiyon ke beech!Aisi paristithi ko paane ke liye koi bhi yuvak mar mitega parantu agar Keitaro savdhan na raha toh yeh naukari use maar dalegi!
Pyar Hina  द्वारा  Ken Akamatsu     
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


टिप्पणियाँ

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------

Recent Shvoongers

  • ambalika
  • artemissweety
  • Viram
  • yashaswi
  • checkefe
  • dhruva
  • gomsi
  • Kokosia
  • DrAmarKumar
  • ilesh
  • mrinmoy57
  • SHEELADIXIT

.