श्वूंग होम
>
पुस्तक
>
A friends Funeral(play)
.
>
A friends Funeral(play)
Summary rating: 5 stars
(1 समीक्षा)
विजिट्स : 222
Comments : 0
शब्द : 900
द्वारा :
adarsh4015
लेखक :
Adarsh
प्रकाशन तिथि: अप्रैल 08, 2007
A friends Funeral
All friends have gathered after ten years of leaving college. But the irony is that all are meeting each other with a great annoyingness, in fact all are annoyed of the change they are noticing one after another arrival. situation goes something like this:
Adarsh: hi shreya how are you !
Shreya: a..a…a..adarsh hi, tum to pehchan mein hi nahi aa rahe, kaise ho? I am fine
Adarsh: ha theek hi hu, tum sunao!apne husband ke saath aayi ho ?
Shreya: nai wo to out of India gaye hue hai, aur waise bhi……(kehte 2 rukjaati hai shreya)
Adarsh: waise bhi kya ….. kya keh rahi thi.. bolo!
Shreya: nahi kuch nai, aap sunai sir kaha rahe itne dino tak kuch pata nai, . Adarsh: ha kyo nai ! tumne to bahut koshish ki mujhe dhundne ki .hai naa.
Shreya: a………..?
Adarsh: kaha dilli mein hi ho ? ha ?
Shreya: ha dilli mein bhi aur karnal mein bhi, where he goes he takes me with him .
Adarsh: bada pyar karte hai saabji aapse.
Shreya: ha mein hu hi aisi, sabhi to karte hai mujhse pyar.
Adarsh: o’ no not me ha! Baaki sare kaha hai, kaphi log pechan mein to aa rahe hai .
Shreya : bhaati to wo raha
Adarsh: are ha bhatti height nai badi utna hi hai abhi bhi. Shreya: ahahahahhhhhhh……..adarsh!
Shreya: bhaati….. Bhatti: are shreyaaa …. Kaisi ho where are you, how are you? No news long time
Shreya: lo tum ye bhi shuru…. Abhi adarsh bhi kuch aisa hi keh raha tha.adarsh! pehchana! Bhatti: are dada kaise ho ? ….
Adarsh: ha yaar theek hu, tum sunao? Bhatti: ……hhhhh o….ok. Ek lambi chuupi, aur achanak hiiiiiiii…… ki zor se ek awaz… Kaun hai sab ne peeche mud kar dekha ….. ye aawaz thi neelam ki (ek aisi ladki jo kabhi adarsh ki anchaahi girlfriend thee, aur sabhi ki dost bhi) anchahee is liye kyoki adarsh pyar kisi aur se karta tha lekin koi aur nai mili us waqt to neelam ko as a friend aapnaliya. Maze ki baat ye hai ke saari ceremony chall rahii hai jo dost mara hai uske rishtedaar nate daar mayuus hai, kuch ladies ro rahi hai, kahi khamoshi hai aur kahi ye saare dost phir ekattaa ho rahe hai ha sab ek hi jagah lekin thode2 duur chote bade groups mein.ab neelam ka aagman ho gaya hai to zahir hai kuch to hoga hi, kyokii college ke waqt bhi iske aane par kuch na kuch to hota hi tha kam achaa aur kai dafa sirf bura.mausam neb hi karvat leli achanak dilli ka December Kashmir ka January ho gaya, thand kaphi bad gayi, ha kaphi se yaad aaya coffee bhi koi saath laya thaa, aamir dost thaa jo chala gaya aur ye shaam jaisi duphar degaya, sardi bhor wali. Ek ek kar saare dost paas aate gaye amit,gulli,rana,savita,gopi,aur baki kai jinke naam mujhe ab yaad nai shayad wo mere itne kareeb nai the ya phir meri yadasht waqt ke saath kamzor ho gayi hai.
Neelam: mujhe to yakeen nai ho raha ishaan ke saath aisa bhi ho sakta hai, kitna hasata tha hume , hai iiiii……. Yaas hai shreya, har waqt to jokes, kuch na chalta rehta tha uski zuban pe , hai naa. All friends: ha yaar !
Bhatti: mein to use bahut mis karta raha achanak uske daddy ka call aya, aur unhone bataya ke, he is no more. Kaphi time se bimar tha aur gadhe ne kuch bataya hi nai. Kabhi maaf nai karunga bataaamimz ko.
Shreya: hey bhaati (shreya bhatti ko hameshaa bhaati hi kehti thee thodda slang maar ke ) marne walo ke liye aise nai kete, control your tung.please.
Bhatti: kambhakt ne kuch bataya to ho yaar ek baar…. Agar uske daddy ko uski wo diary na milti to hume se kisi ko kuch pata hi nai chalta aaj tak aur shayad humme se koi yaha nai aata, uncle keh rahe the usne aakhiri kuch dino mein ye diary likhi, aur aapne father ko ek letter likha jo unhe issi diary me mila jisme humsabke pate aur contact numbers likhe the aur usne request ki kay hum sab use aakhri baar bye karne to aaye hi …..
A friends Funeral(play) के बारे में अधिक संक्षेपण
संबंधित संपर्क:
www.adarsh.sitemaker's.com
Bibliography
A friends Funeral(play)
द्वारा
Adarsh
2007
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें :
1
2
3
4
5
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें :
1
2
3
4
5
रेटिंग अथवा स्तरांकन के लिए धन्यवाद
>
टैग
अंग्रेजी भाषा एवं साहित्य
इस सार को टैग करें
टिप्पणियाँ
अपनी टिप्पणी जोड़ें
adarsh4015 के द्वारा और अधिक संक्षेपण
Lekhak
More
------
अनुवदा करें
Write
प्रिंट
भेजें
Recent Shvoongers
पुस्तक पर अधिक
Anubhav
Pleas Don't Call Me Human
maan ke jeete jeet
How Your Mind Can Keep You Well
About Rahul Dravid
CHOOHEY KA GHAR(HOUSE THAT MOUSE BUILT)
सर्वाधिक लोकप्रिय
.
.
साइन अप
श्वूंग के बारे में
साइन इन
ईमेल
पासवर्ड
साइन इन
Summarize Human Knowledge on Shvoong
›
Join us!
«
»
पुस्तक
इंटरनेट & प्रौद्योगिकी
फिल्म
विज्ञान
कला और ह्यूमेनिटज़
व्यापार और अर्थव्यवस्था
क़ानून & राजनीति
सामाजिक विज्ञान
औषधि & स्वास्थ्य
समाचारपत्र
अब लिखें
Popular Subjects:
संगीत
मौसम
कल्पना
पश्चिमी
सजीवन
New on Shvoong
भाषाऐं |
▼
ภาษาไทย
čeština
Dansk
Deutsch
English
Español
Français
Indonesia
Italiano
Magyar
Melayu
Nederlands
Norsk
polski
Português
Română
suomi
Svenska
Tiếng Việt
Türkçe
Ελληνικά
Български
русский
Српски
Узбек тили
עברית
عربي
فارسي
हिंदी
ქართული
한국어
日本語
简体中文
繁體中文
Summarizer
Write
Blog (New!)
हमसे संपर्क करें
टैग
विज्ञापनदाता
हमसे लिंक करें
उपयोगकर्ता का करार
हमसे संपर्क करें
साइट मैप
सम्बद्धता
श्वूंग के बारे में
Blog (New!)