.

Sirf Pyar

Summary rating: 3 stars 2 समीक्षा
लेखक : Erich Segal
Review by : Anonymous
विजिट्स: 244
शब्द: 600
प्रकाशन तिथि: अप्रैल 03, 2007
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ only love
Only Love(sirf pyar)erich segal dwara likhi gayi ek aur pyar ki kahani hai aur is baar hamein bahut badi nirasha haath lagti hai.Jabki LOVE STORY kuchh sunder bhawanao ko jaise pyar aur khushi ko hame deti thi(jo ki action novels mein bahut kam milten hain)yeh kitaab kuchh viprit hai.Yeh kahani Mtthew namak surgeon aur sangeetkaar kijindagi aur pyar ke aaspaas ghumti hai .Matthew jise uski premika Sylvia Dessandaro ek surgeon thi aur duniya ke sabse ameerpita ki beti automobileke paitrik samptta ki utaaradhikarini thi ne sada ke liye chhod diya tha.apne toote dil ko liye aur is parityag ka wajah na samajh sakne ke karan woh apne aap ko puri tarah se apne kaap men daal deta hai aur duniya ka shreshtha genetic cancer ko maat dene ka vagyanic banat hai.Bees saal baad college ke ek samaroh mein woh apne ek puraani sangini se milta aur uske man ke dabe hue bhavna ko anubhav karta hai.Dono shaadi kar lete hain aur Matthew Sivia ki yaad ko sada ke liye dil se nikal dene ki koshish karta hai.Par uske is safal jeewan mein Silvia ka fir se padarpan hota hai,magar is baar ek akarshak magar jeevan ke antim saans ginti hui karorepati ki patni ki haisiyat se jo uske vigyan ko apni patni ki jaan bachane ke liye ajmana chahta hai. Ek uttardayi doctor ke naate use apne mareej ki jaan bachani hi chahiye aur woh yeh bhi jaanana chahta hai ki akhirkar Sylvia is tarah use chhod kar kyon chali gayi thi.Jaise jaise kahni Africa Paris aur U.S se gujarti hai Matthew ko ehsaas hone lagta hai ki shayad wajahh na janana hi behtar hai.Shayad kahin Erich Segal apne kathanak se bahar aa jaaten hai parantu vakayansho ka sunder prayog kiya gaya hai.agar aapke paas kuchh na ho padne ke liye toh yeh kitaab aap pad sakten hain....!!!
Sirf Pyar  द्वारा  Erich Segal     
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


टिप्पणियाँ

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------

Recent Shvoongers

  • ambalika
  • artemissweety
  • Viram
  • yashaswi
  • checkefe
  • dhruva
  • gomsi
  • Kokosia
  • DrAmarKumar
  • ilesh
  • mrinmoy57
  • SHEELADIXIT

.