Chotta Shehjadaa
Summary rating: 5 stars
1 समीक्षा
विजिट्स:
124
शब्द:
300
प्रकाशन तिथि: दिसम्बर 24, 2006
Chotta shehjadaa ek chotte se grah per akele rehta tha jo ki ek ghar se bada nahin tha.Uske pass teen jwalamukhi the,do jagrut aur ek supt,jabki jwalamukhi ke baare mein kisi ko nahin pataa.Uske pass ek phoolbhi tha,jo ki pure brahmandh ki kisi aur phoolki tarah nahin tha.behad khoobsurat aur asamaanya garv se bharaa tha.Woh yahi garv tha jisne us chotte shehjade ki shanti ko barbaad kar diya aur usko yatraon per bhejna suru kiya aur ant mein yahi yatraon ne us chotte shehjade ko prithvi per pahuncha diya jahaan per ushne ek lomdi yah sikha ki asal mein zindagi mein kya jaroori hai.Yah pustak aapko yeh bataata hai ki apni zindagi se pyaar karo aur use jiyo.Mein aasha karta hun ki aapko is pustak ko padhne mein bahut majaa aaya hoga.Is se pehle ki ekhawaaijahaaz chalaanewalaapna hawaiijahaaz zameen per dhadaakse patakta ,chotte shehjade nehawaiijahaaz chalaanewaleko apni baobabs dikhaye jo ki zehrile hote hain.Chotte shehjade ki mulakaat ek ladki se hui jiska naam tha I.Un mein se ek ghar macchar kamaanskhaata tha.