So Long, and Thanks For All The Fish
Summary rating: 4 stars
1 समीक्षा
विजिट्स:
353
शब्द:
300
प्रकाशन तिथि: अगस्त 24, 2006
Ek virvar,kareeb do hazaar saal pehle ek aadmi ko ek perh par keelon se thhokne ke bad kyonki usne kaha ki badlaav ke liye logon ke saath achha bartav karna mahan kaam hoga,ek ladki ko Rickmansworth naam ke chhote se cafe mein akele baithe hue achanak samajh ayaa ki ab tak kya galat ho raha thha, aur use akhir pata chal gaya ki dharti ko achhi aur khush jagah kaise banaya ja sakta hai. Aur is baar sab thheek tha, aur kamyabi milegi, aur kisi ko bhi kahin keelon se nahi thoka jayega. Parantu, dukh ki baat hai ki isse pehle ki veh kisi ko batane ke liye phone tak pahunchti, ek bahut bari ajeeb si durghatna hui aur uska vichaar hamesha ke liye kho gaya. yahi hai uski kahani kitab ,'So Long, and Thanks For All The Fish', mein jisme 40 adhyay hain.