insaniyat ka yeh kaunsa pamaana
Summary rating: 3 stars
3 समीक्षा
विजिट्स:
438
शब्द:
300
प्रकाशन तिथि: मई 31, 2006
hinsa ka paimana badhata hi jaa raha hai.vishva samudai
prakrutik va anya aapdaon se jhoojh raha hai.viksit desh
america, britain, japan,australia aadi ne inn aapdaoo jaise
bhookamp,baadha, toofan,garibi aadi say nipatane ke liya
hamesha pahal ki hai.manavta ki seva karne ke liya isai
samudai sanghrash kaar raha hai. manav unhi ko dosha deta
hai joo kucch karne ka praytana karte hai aur unhe nahi jo
kisi bhi prakar ki vikasshil gatividhio me kabhi bhi bhaag
nahi lete hai. agar ek tatstha vaykti ki nazar se thekha
jaya to laghta hai ki ,aisa kyu ki isai samudai hi mnavta
ki seva kaar raha hai? muslim samudia bhi vishva ka ek
badha samudai hai. bhookamp aate hai aur muslim bhi ghayal
hote hai to isai samudai manavta ke nate unki seva karne
jate hai.prativarsh muslim lakho ki sankhya me saudi arab
hajj karne jate hai.vaha vae lakho daan karte hai jo ki
sidhe se saudi arab ke khate me jata hai.muje ashchraya
hota hai ki kaun madat kaar raha hai? mujhe yah kabhi
dekhne mai nahi aaya ki kabhi vishava me koi badi vipatti
aayi ho aur saudia arabia ne kabhi garibo ki madad ki ho.
kya islam kewal islim ki hi sewa karega? kya musilm manav
nahi? kya manavata ke nate kisi aur ki madad karna galat
hai? mai islam ka virodhi nahi hu. per jis tezi se dunia
pragati kaar rahi hai aur manav sangharsh kaar raha hai
manavata bachane ke liya . kya muslim samudai ki jeemadari
nahi banati ki vaha isai samudai ka saath de jo ki akalay
hi manvata ki seva karne kai liya sangarharat hai, kya unka
bhagwan unhe manav sewa ki anumati nahi deta?