pustakein hamein sukun aur aram deti hain. ye bahut hi mahatwapurn hoti hain. har manusya padne ki chamata se bardanit hota
hai. ek manusya padne se apne jeevan ko ujjwal banata hai. ek admi pustakon se gyan aur rachnatmakta grahain karta hai. pustakein hamari sabse acchi dost hain. ye hamein aram aur siksha deti hain. pustakein bivin bishayon per uplabdh hain. ye hamein apne jeevan ka lakshya prapt karne me sahayak hoti hain. humein har jatan karke pustakon ki mahatta ek sadabahar ke roop mein sabit karni hai