mann
Summary rating: 4 stars
2 समीक्षा
विजिट्स:
329
शब्द:
300
प्रकाशन तिथि: मई 30, 2006
pahle is baat per dhyan kendrit kare ki aap kya jante ho
sharm mahsoos na kare apitu himaat rakhe
jaab aap dhukhi mahsoos kare tab vaygrata na dikhye
hamesha mann shaant rakhe
aapki bulandi chhone ka waqt aayega
sapno ko chhupa kar rakhe
kisi ke samne jikra na kare jisse asafalta kabhi na
dekhna pade
bhale aapka vikas dhimi gati se ho per ek samay aayega
jab
aap bulindi per honge
swayem ko bhatkane na de aur shanti banya rakhe
tab aapko masoos hoga ki mere vikas ka samay aa gaya hai