.

bachon ka manch

लेखक : Aaron shepard
Review by : aniket
विजिट्स: 456
शब्द: 300
प्रकाशन तिथि: अप्रैल 28, 2006
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ Stories on Stage: Children''s Plays for Reader''s Theater (or Readers Theatre), With 15 Play Scripts
rangmanch ki kahaniyan is sangraha mein bacchon ke liye pandraha lekhakon ki likhi kahaniyan hain.Louis Sachar,Nancy Farmer aur Roald Dahl jaise lekhakon ne ye kahaniyan likhi hain.In kahaniyon mein vyanga, adbhoot ranjan aur anek sanskritiyon ki lok kathaon jaise vividh prakar hain. in kahaniyon mein basa natya, in kahaniyon ka sahityik mol aur bachon ko bhane vale vishay , yaha baten dekhkar ye kahaniyan chuni gai. koi bhi in sanhitaon ka manchit karne ke liye upayog kar sakta hai. anth se lekar pandaraha baras ke bacchon ke liye ye kahaniyan upalabdh hain. *****upalabdh kahaniyan is pakar hain:
louis sachar ka likha hua'three sideways stories from wayside school' roald dahl ka 'mr twits revenge,wanda gag ka'millions of cats' , nancy farmer ka'tapiwas uncle', russell hoban ka 'how tom beat captain najork', florence parry heide ka 'harriet', carol farey ka 'mr bims bamboo' ,harold courlander ka 'talk', caryn yakowitz ka 'the jade stone', monika shannon ka 'the bean boy', stephen manes ka 'the kid from the commercial', steve sanfield ka 'the fools of chelm', christie harris ka'mouse women and snails', eleanor farjeon ka 'westwoods aur aaron shephard ka the'legend of lightning larry' shamil hain.
bachon ka manch  द्वारा  Aaron shepard     
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


टिप्पणियाँ

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------

Recent Shvoongers

  • ambalika
  • artemissweety
  • Viram
  • yashaswi
  • checkefe
  • dhruva
  • gomsi
  • Kokosia
  • DrAmarKumar
  • ilesh
  • mrinmoy57
  • SHEELADIXIT

.