श्वूंग होम > पुस्तक > Money and the Meaning of Life

.

Money and the Meaning of Life

Summary rating: 4 stars 3 समीक्षा
लेखक : Jacob Needleman
Review by : krisuna
विजिट्स: 522
शब्द: 300
प्रकाशन तिथि: अप्रैल 26, 2006
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ Money and the Meaning of Life
philosopher Jacob Needleman apni is kirti me likhate he ki ham hamari jindgi me paise ka mahtva yadi sachmuch jante to shyad ham inhe sirf kharch karne ya kamane se nahi jodte. paisa hame bhavanatmak rup se prabhavit kar hamare hone or kya ho sakne ki vyakhya karta he. sadiyo se hamne paise ke bhavnatmak or atmik prabhav ko nakara he, jabki dil se ham jante he ki pratyek vastu ki ek kimat hoti he or kuch bhi na hona kya hota he.ek aadresh jindgi jine ke liye jo kuch bhi chahiye vo paisa de sakta he,lekin thik usi samay yahi paisa hamari dainik kuntha ki jad bhi he.samajik star par bhi, paisa vikas ki mulya par havi raha he. Needleman ne chitrit kiya he ki kis tarah dhire dhire paisa khud hamara shikar karna shuru kar deta he,Bibilical kal, jab sikko ka avishakar hua tha, taki samaj ki jarurto ko pura kiya ja sake,se is divanagi ki had tak paise ki chahat rakhne ke samay tak.Ye ek aise kitab he jo prachlit manyatao or manviya vicharo ko jodti he,sufi santo ki kavitao se lekar king Soloman ki vacharik prabudhata tak, Needleman ne apni swayam ki aatma avam sanskriti ki khoj ki he taki vo bhalibhanti bata sake ki kis tarah paisa, aatmghyan ka ek adwitiya sadhan ban gaya he. is kitab me ek 'disha nirdesh' bhi he jisme lekhak ne bhumika or charcha ke bare me jankari di he, taki pathak is pustak ka upyog apne vyawaharik jivan me bhi kar sake.
Money and the Meaning of Life  द्वारा  Jacob Needleman     
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


टिप्पणियाँ

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------

Recent Shvoongers

  • ambalika
  • artemissweety
  • Viram
  • yashaswi
  • checkefe
  • dhruva
  • gomsi
  • Kokosia
  • DrAmarKumar
  • ilesh
  • mrinmoy57
  • SHEELADIXIT

.