.

sharadhdhanjli

Summary rating: 3 stars 2 समीक्षा
लेखक : c2sudhir
Review by : C2SUDHIR
विजिट्स: 663
शब्द: 300
प्रकाशन तिथि: अप्रैल 25, 2006
Victoria haal,shant mahol
shainkaal,antim din,
bheed adhik,mahol bhinn.
kya hua kya rab janey
ghire aag se hum kab janey
mano suryadev ne khol diya apna kopit maand
pal bhar mein saara, dhhal utha bramhand
uf ye agnikand,uf ye bheeshan agnikand
panchtatv par tatv agni pad raha tha bhari
meri aankhon k saamne jal rahi thi duniya sari
bhago- bachao muzko vanha saaf sunai deta tha
agni-dhuvein k siva vanha kuch na dikhai deta tha
iskey bheetar gahra dhooan tha
vah nirmum maut ka kuan tha
us dhu dhu karti agni mein jal rahe the anekon sapney
bas do pal ki doori par zooz rahey the mere apney
log pakdey they bheetar ja na ska
mein apno ko bachkar la na ska
vo ooper se tapkti maut,vo fat-tey galey,dil ko dhala jatey they
par bach kar aaye anjaney chare bhi man ko sahla jatey they
vo chitkariyaan,kilkaariyaan,jeeney ki kasak vo karun rudan
ab tak bhi sunai detein hain-2
vo adhjaley,raingtey,nirvastra,uf vo jhulse badan
ab tak bhi dikhai detein hain-2
kyon kar hua kaise hua,yah maha pralai kand
UFF YE AGNIKAAND,UFF YE BHEESHAN AGNIKAND!
it's in hindi on indian (meerut )10 april 2006 fire tragedy.


This abstract was checked by WhiteSmoke Solution. Learn more.
sharadhdhanjli  द्वारा  c2sudhir  C2SUDHIR   
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


टिप्पणियाँ

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------

Recent Shvoongers

  • ambalika
  • artemissweety
  • Viram
  • yashaswi
  • checkefe
  • dhruva
  • gomsi
  • Kokosia
  • DrAmarKumar
  • ilesh
  • mrinmoy57
  • SHEELADIXIT

.