Cricket
Summary rating: 4 stars
2 समीक्षा
विजिट्स:
520
शब्द:
300
प्रकाशन तिथि: अप्रैल 25, 2006
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ
cricket
Cricket ek aisa khel hai jo sabh bharutiyon ko bahut bhaata hain. 2 se
60 ki aayu vaale log cricket match dekhna pasand karte hain. Ve apne
adarsh khiladi kee pooja karte hain aur unke jaisa banne ki koshish
karte hain. Cricket ke deewane deshon mein Bharat sabse zyaada deewana
hai. jab khiladi achcha nahin kelte tan, ve unke prati samvedna vyakt
karte hai. Karyalayon mein karmchari pratyek over ki jaankari rakhte
hain aur cricket ko bahut baariki se dekhte hain. Bharatiya parivaaron
mein bhi auratein khaana pakakar doordarshan ke saamne unka manpasand
khel dekhne baith jaatin hain. Maidaan ke bahar bhi ve lambe kyaariyon
mein khdi rehtin hai, match dekhne ke liye ticket praapt karne ke liye.
Ve bahut badi maatra mein aate hain. Jab Bharat jeetta hain tab unhe
lagta hain ki unhone zindagi mein kuch jeeta hain, aur ve khuley
mein mike rakhkar, chalchitron ke gaane sunkar aur behtereen pakwaan
bankar jashn manaate hain. Isliye, Bharat mein hamesha cricket ke prati
prem rahta hai.