श्वूंग होम > पुस्तक > Badnaam galiyoon main Darshan-shastra Vidvanti

.

Badnaam galiyoon main Darshan-shastra Vidvanti

Summary rating: 5 stars 2 समीक्षा
लेखक : Fouzia Saeed
Review by : paakhi
विजिट्स : 465  शब्द: 300   प्रकाशन तिथि: अप्रैल 11, 2006
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ Taboo : A Ph. D. Girl in the Red Light Area
Ye kitaab ek safar hai jo Pakistan ke Lahore rajya ki un kukhyaat badnaam galiyyon ko be-pardah karta hai , jise Heera Mandi ke Shahi Mohalle ke naam se jana jaata hai.Vashyavriti ko nritya or sangeet se abhushit kar prastoot karne ka chalan koi naya nahi hai, ye chalan to daksheen Asia main pracheen kaal se chala aa raha hai.Bawajood iske ke ise itna kalankit mana jaat hai,shataabdion se Vashyavriti ne kai jaane maane kalakaron ko janm diya hai.Vashyavriti se jude logon (jaise ki gavayiye,bajayiye,vashyaayein unke dalal or grahakon) ki kahaniyon ke madhyam se ye pustak is prachin dastoor ka aur vastavik chitra parstoot karti hai.

Badnaam galiyoon main Darshan-shastra Vidvanti के बारे में अधिक समीक्षाएं
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


अपनी टिप्पणी जोड़ें कोई टिप्पणी नहीं

टिप्पणियाँ

paakhi के द्वारा और अधिक संक्षेपण

More

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------