.

DRAGON RIDER

Summary rating: 5 stars 1 समीक्षा
लेखक : CORNELIA FUNKE
Review by : artemissweety
विजिट्स: 16
शब्द: 300
प्रकाशन तिथि: मार्च 27, 2008
''THE THIEF LORD'' aur ''INKHEART'' pramukh kitabo ke lekhika Germany  ke Cornelia Funke ki ''DRAGON RIDER'' sabse pahele Germany mein  ''DRACHENREITER'' namse chapa gayatha . ye ek asadharan aur dil dahela dene wala kahani hai. ye kahani shuru hoti hai ''Dragon valley'' namki ek gupt aur sunsan jaga par har dragon ki jindagi thi kushi se bhari .par jab Rat aya aur bola kuch admi woahan par aarahan hai tab ek nowjawan Dragon Firedrake uske Brownie dost Sorrel ke sath ''RIM OF HEAVEN'' namki ek jaga ki konj mein nikal parha. chalte chalte Ben namki ek larhke ke sath  dono ki dosti ho gaya jo unke safar ka sathi ban gaya. safar achha hi chal raha tha ,musibat shuru hua tab, jab Sorrel Firedrake ko ek anjani parbat par rukne ke lie kaha. Nettlebrand namka ek saitan jeev , jo Silver Dragon ki talash kar raha tha, use firedrake aur uske dosto ke safar ke bare mein pata chal gaya aur woo ''RIM OF HEAVEN'' ki talash mein un sab ka picha karne laga, jahan ushe bahat sare Silver Dragon mil jata. raste mein firedrake mile professor Barnabas Greenbloom se, Twigleg namki ek Manikin se, professor Zubeida Ghalib, Dalai Lama aur Lola Grayyail nam ki ek chunha se.
DRAGON RIDER  द्वारा  CORNELIA FUNKE     
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


टिप्पणियाँ

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------

Recent Shvoongers

  • ambalika
  • artemissweety
  • Viram
  • yashaswi
  • Kokosia
  • checkefe
  • gomsi
  • DrAmarKumar
  • ilesh
  • mrinmoy57
  • SHEELADIXIT
  • dhruva

.