Summarize Human Knowledge

.

.

Jaadu Bechne ki cheez nahi

द्वारा : ReadOn     

लेखक : ---
निम्नलिखित भाषा से यह संक्षिप्त लेख अनूदित हुआ No Witchcraft For Sale
Yeh kahani hai ek ghatana pe adharit jo ghatithi ek neech jaati ka naukar, radhuni aur unke safed chamri ki malikon ke jeevan
mein. Inke malik the African christian missionary ek dampati aur unka beta, Teddy, jo achha dost ban jata hai radhuni, Gideon ke saath. Us larke ka rishta harpal Gideon ke liye harpal samman aur adar milake tha jabtab na larke ne jaat ke barein mein bhed nahi layi. Uske baad se Gideon larke ko samman dikhayi magar ek doori rakh ke.
Ekdin Teddy ko ek zeherile saap ne aakh mein kata aur Gideon dar gaya ke Teddy andha na ho jaye. Gideon jaldi se ek shekar se uska ilaaj kiya aur Teddy ka drishti bachaya. Teddy ke maata pita uske bari abhari hue Teddy ko bachane ke liye. Uske kuch din baad hi ek vigyaani Farquar parivaar ke paas aya aur unko behlane ki koshish ki Gideon ko davaai ka raas kholne ke liye. Gideon gusse me aake ek bekaar per dikha diya aur uske baad se uska rishta Farquar parivaar ke saath bara karva ho gaya. Kuch samay baad, us paravaar ke sadasya Gideon ka is swabhav ke barein mein mazaak banane lage, jaise ke yeh koi pyaari parivaarik ghatana ho. Gideon kuch nahi kar saka, par veerta ke saath apna aapa nahi khoya aur unke saath hasne laga.
प्रकाशन तिथि: मार्च 12, 2006

टिप्पणियाँ

कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5

Bookmark & share this post

.