Aadhyatmik vichaardhaara aur jeevan mein sugadhta ,sotch mein sapnon sa gehrapan aur karam ki mahaanta yeha hur manushya ke bus ki baat nahin,ye .kehna hai agnes savill ka aur yahee baat Alexander ko itihaas mein unki ek alag jagah deti hai. Aristotle ne unko sikhaaya tha ke mann aur sharer ka sahi upyog manushya ko mahaanta ki ore agrasar karrta hai….alexander ek aisi ajeeb-o-gareeb shakhsiyat the jinka sharer unka daas tha. ..jeevan ka hur sabak aur shiksha unhone Aristotle ki dekh rekh mein karri. Apne jeevan kaal mein unhone asia k eek bade bhaag per apna aadhipatya jamaaya . Hellenism ka prachaar aur prasaar bhi unki badaulat he hua . unki sotch aur jeevan ne vishwa itihaas per apni ek amit chaap chori hai
mahaan alexander - unkaa jeevan के बारे में अधिक समीक्षाएं