Anubhav
Summary rating: 5 stars
47 समीक्षा
विजिट्स:
1699
शब्द:
300
प्रकाशन तिथि: फरवरी 07, 2006
anubhav yaani "experience" yaani samay se kuch sikhna chalye ye to baat hui anubhavo kii
acha yeh btaaie kii kya insaan apne sabhi anubhvo ko sab mei baat saktaa hai
aapkaa jwaab to mei nahi janti par mera jawaab hai nahi kyoki anubhav alag alag tarah ke hote hai yaani kuch anubhav khatte to kuch mithe hote hai
ye to baat thi ki apne anubhavo ko sabko na bataye parntu yeh kehna bhi galat nahi ki jivan mei ek aadmi ko sabhi tarah ke anubhav hote hai ' yeh baat alag hai ki kya pta kisne pahle kis tarah ke anubhav ka swaad chakha. ant mei yeh to siddh huaa ki anubhav jaisi koi chig hoti jarur hai iska swaad kaisa ho yeh to samay par hi nirbhar kartaa hai.