.

dharam/karam

Summary rating: 3 stars 4 समीक्षा
लेखक : amittvicky
Review by : vicky82
विजिट्स : 192  शब्द: 300   प्रकाशन तिथि: मई 23, 2007
hi, everybody. meri is book ka titel hai"dharam/karam". mai is sansar mai aane ke bad aur  bada hone k bad mere man mai ek bat bar bar mere man ko vichlit karti  ki insan apne sare kam(karam) ko chodker dharam ki taraf kyon bhagta hai. vo apne karam kyon  nahi karta . nahi nahi mai ye nahi kah raha ki dharam krna karam nahi hai .. dharam se mera tatparya hai --puja-path,bhagvan ka nam ya allaha,vaheguru,ishu  ko manna.. mai ye nahi kahata ki insan ko apna dharmik karya nahi krna chaiye .. mai ye chata hoi .. insan ka sabse bada dharam uske karam mai hai . karam se mera matlab hai ,.. nisvarth . be sahara logo ki madad krna, nirdhan ki seva, bhukho ko rotyi ,samaj ki seva aur sabse badi apne desh ki seva krna hi mai sabse bada  dharam manta hoin..isliye mere sathiyon  achee karam karo ..

dharam/karam के बारे में अधिक समीक्षाएं
dharam/karam  द्वारा  amittvicky    2007 
कृपया इस सार का मूल्यांकन करें : 1 2 3 4 5


अपनी टिप्पणी जोड़ें कोई टिप्पणी नहीं

टिप्पणियाँ

Read Free Summaries - Write and Get Paid

Summarize Human Knowledge on Shvoong. Join us!

------