hum sabka jeewan nischit hota hai.Hum paida hote hain,
buddhe hote hain aur ek din mrityu ko prapt hote
hain.
Buddhe hone ke prakriya ki sarvabhoumikta ke
paripekshya
mein,yeh thoda ashcharyajank hai ki sanskirti ke
adhhyan
tatha adhed aur budhdhe logon mein swayam ki
kalpana ka
poornatah abhav hai.
Lekhakgan aaj ke adhunik audyogik samajon mein
budhdhe
hone
ki prachalit avdharna par charcha karte hain.
ve 'dainik
gatividhiyon mein sharir evam swa-kalpana,
vridhawastha
mein anubhav aur apni pehchaan, vigyapan aur
varishth
logon
ki upbhoktavadi sanskriti wali chhavi, sarkar dwara
swastha
shiksha abhiyano mein prayog ki ja rahi
varishthjano ki
chhavi, vridhjano ke aitihasik prakshepan mein
ubharti
unki
vividh chhaviyan, ling adharit buddhe hone ki
chhaviyan,
vridhjano ki pagaplan aur doosre bachpan ke chhavi,
swasthay, bimari aur mrityu ki chhavi; aadi muddon
par
vichar vimarsh kiya gaya hai.
Budhdhe hone ki chhaviyan, baad ke jeewan ki sanskritik prastuti. के बारे में अधिक समीक्षाएं